
Hello Guys aaj Hum Baat krenge Unwanted Kit use kaise kre , Iss Pills ke Side effect , . Is kit Use Unwanted Pregnancy ko Abort krne ke liye Kiya jata hai. Unwanted kit main 5 Pills Hote hai . 1 mifepristone or 4 misoprostol .
Unwanted kit कितने time की Preganncy main Use kr Skte hai .
Table of Contents

Unwanted Kit use hum 9 week (63 Days) Ki Pregnancy ko Abort krne ke liye Use ki Jate hai . Agr iss kit ka use 7week (49 Days ) main kiya Jaye . The ye Unwanted kit Best Result Dete hai .
कैसे जाने कितने Time की Pregnanncy है ।
Ap apne Husband ke sath rhe . Ya Fir Apka Miss Period hua hai . Apko Tabse Count nhi krna hai .Apko Count krna hai . Apka Jo last Period Aaya uske First date se . For Example – Agr apka Last Period 5 September ko aaya or apka Period 5 October ko Nhi . Tho Ap 5 September se Count Krenge Kitne Din or Weeks ho gye . Agr apka Period 9 weeks Tak ka Hai . Ap Tab or Tabhi Use kr skte hai .Usse Jyda ka Period main Ye Complete Abortion nhi krega . Kuch na kuch part Rhe Jayega .Uske Rehne se Infection or Bleeding ka Bhut Khtra Rehta hai .
Pro Tips Unwanted kit use
Kabhi bhi Miss use nhi krna hai or Directly Medical Store se jaakar nhi lena hai . Iska Use Sirf Doctor ki Guidience or Supervision main he use krni hai . Or Ap jab iska Use kre Tho apke kisi Family member or Kisi Friend ko pta hona Chye . Taki Vo Apki Har Situation main Help kr ske .
Doctor se Consult Krna Kyu Jarure hai Before Unwanted kit use

Unwanted Kit use kaise krna hai . Ye Hum bhi Koi bta denge or Jha se ap Purchase kroge . Vo bhi Bta denge . But Jo Contra indication hai . kis Patient ko khaana chye kisko nhi . Kaun se Patient Ke liye Risky ho skta hai . Ye Sab Doctor he bta skta hai .Isliye Hum Recommend karenge MTP Kit khaane se phele doctor se Consult Jrure kre . Doctor Apka MTP Kit khilne se phele Checkup krate hai . Agr apka Hemoglobin kam aaya or Agr Blood group negative aata hai . Tho aise Condition main Doctor Unwanted Kit Nhi dete . Unwanted kit ya Abortion pills lene se phele . Doctor Ultrasound Krte hai .
UltraSound Kyu Krte hai Unwanted Kit Lene se Phele

- Pregnancy kitne Days ki hai
- Pregnancy ke Early Days main भ्रूण बच्चादानी ki नली में होता है । Tho apko In Dino main Abortion Nhi krna chhed
Unwanted Kit Use krne ka Tarika

Is Abortion Kit main 5 Pills Hote hai . 1 mifepristone pills and 4 misoprostol Pills .
- 1 Pills mifepristone Day 1 pr Pani ke sath Lene chhee.
- 4 Pills misoprostol ki After 48 Hour . Tongue ke. Niche rkh kr lene chye
- Agr koi Patient 4 Pills eak sath lene main Comfortable nhi hai tho . 2Pills after 48 hour an d 2 pills after 2 hour
- Pills lene ke Baad agr apko Vomiting Feel ho tho . Doctor ki Advice se Medicine le .
Unwanted Kit ke Baad apko Proper Rest Krne ki Advice di jati hai .Kyuki iske use ke baad Stomach main Bhut Tej Pain or Bhut Tej Bleeding hoti hai .
Unwanted Kit Or MTP Kit Side Effect

Usually Iss Pills se Hone Vale Side Effect main Doctor ki Jrurat nhi pdti . Isse hone vale Side Effect Dhire Chle Jate hai . Agr long Time tak iske Side Effect Bne rhe tho . Doctor se Consult kre . Some Common Side Effect After Using Unwanted kit .
- Maan machlna
- Ulti (Vomiting ) aana
- Dariya
- Stomach main Pain
- Tej Bleeding Aana
Unwanted or MTP Kit kaise Kaam krte hai
Ye Kit 2 Drugs se milkar bante hai .Mifepristone or Misoprostol se Milkar bna hai . Jo ki Abortion krta hai . Mifepristone Progesterone Ke Effect ko Rokta hai .Progesterone eak Female Harmone hai . Jo Ki Pregnancy ko Bnanye rkhne ke liye Jrure hai . Is Harmon ke Bina गर्भावस्या ki lining. Tut jate hai . Misoprostol Abortion ke Karan गर्भावस्या ke सकुंचन को bdata hai .
Precaution and Warning Unwanted Kit or MTP Kit use se phele
- Iss Kit ke Use se Phele Aap Apne Doctor Se Consult Jrur kr le .
- Agr apko mifepristone or misoprosto drugs se allergic hai . Don’t use this MTP KIT
- Heart Patient ko ye KIT Recommend nhi ki jate .
- Dont use …Agr apko Blood Pressure ya Asthma hai
- Dont use Drink after using Unwanted Kit
- Iss Kit ka Use Right Way or Right Time pr kre.
NOTE – Agr ap apni gf ke sath oyo hotel main jaaa rhe hai . Tho Phele iss artical ko pade Click Here .
Gernal Question about Unwanted Kit
Unwanted kit or MTP Kit ko lekar logo ke maan main bhut sare Question hai . Is section main hum un question ka he Jawab denge
Q – Unwanted Kit ka Use krte samaye Drink Krna Safe ya nhi ?
Ans – No
Q – Kya स्तनपान Vali Ladies ko iska Use krna chye ?
Ans – Unwanted Kit ka use स्तनपान ke दौरान Bilkul safe nhi hai . Research se Pta Chla hai . Pills baccho ko Toxicity kr skte hai .
Q – Kya Unwanted Kit ka Use krte waqt Driving krne chye ?
Ans – No ….Kyuki is kit ke use se apko kabhi bhi nind or Chaakr aa skte hai .
Q – kya main use kr skte hu Unwanted Kit with Ibuprofen?
Ans – Yes …Ap le skte ho Unwanted kit or Ibuprofen eak sath . Abhi tak in dono ke bich koi Harmful intraction nhi dekha gya hai
Q – Kya main khali Stomach ye Pills le skte hu ?
Ans – Hnji … Ap khali pet ye pills le skte hai .
Q – Unwanted Kit Ke use ke baad Ultrasound krwana Jrure hai kya ?
Ans – Agr Ap MTP kit se Abortion krwate hai . Tho Ultrasound krwana Jarure hai . Kyuki isse pta Chl jata hai . Abortion Pura ho gya hai ya nhi .
MTP kit or Unwanted kit ka Price 385 se 400 tak hota hai.
2 thoughts on “Unwanted Kit Use Kaise kre | MTP Kit ke Side Effect”