
#pattachitta
Aaj Is Artical main apko ye Batyeege . Agr Ap Tamil nadu ki Kisi Land ka Record . Yani ki Patta Chitta ke bare main Online Jankari Chaate Hai . Jaise ki patta chitta online apply and Transfer name in Patta chita . or Application status of Patta Chitta
Ap Sabhi ko Malum hoga . Digital India ke Liye . Sabhi state apne land Record ko Digital Kr Rhe Hai . Is Process ke Vjhe se Kerala or Ander pardesh ke Baad. . Ab Tamilnadu Main Bhi Land Record . Yani Ki Patta Chitta ke Document Official E Service app Pr Available hai .
What is Patta Chita ?
Table of Contents
Patta Land owner ke name Pr Tamil nadu Government ke trf se issue kiya gya eak Document hai . Kisi Bhi Teshil ke Teshildar ke Office main Patta ke Document mil Jayenge . Ye Patta Zameen ke liye apply hoga. But Apartment ke liye Ye apply nhi hoga . Isliye Jrure hai Koi Land ka kuch hissa buy krta hai . Tho uss admi ka name patta main likwana Jrure hai .
Chitta ?
Vahi agr Hum Baat kre Chitta ki . Tho Isme Land se Jude kafi Important information hote hai . Jaise ki Land ka Ownership kiske pass hai . Us land ka Area or Size kitna hai .
Year 2015 main In dono Document ko Merge krke eak Bna diya gya . Jisse hum Patta Chitta ke name se jante hai .
Patta Kyu Jrure hai
Patta Tamilnadu Government Ke Duvra Bnyaa gya Document hai . Ki Uss Property ka Owner kaun hai . isliye kisi Bhi land ko Sale krne ke liye . Patta ka hona jrure hai . Patta Land ke Record ka Revenue Record hai . Ise Record of Right (ROR) bhi Khete hai .
Patta main Kya kya Detail Hota hai
- Patta number
- District name
- Taluk or Village name
- Owner name
- Survey Name
- Wet land / Dry land
- land Area ki Detail
- Tex Detail
Tamilnadu main 32 District main se 27 District ka land Record available hai .
Patta Chitta Mobile app kaise use kre .
- Firstly Download Android app ” AAMMA ” e Service of land Record
- Secondly Click on A Register . Iske baad apko Iss Colume kuch important jankari Dalni hoge . For Ex. District name , Type of Land , Per Hectare rate , Irrigation Mechanism and Serval other .
- Patta Number or Sub Division number Dal kr Bhi. Pattadhar ke bare main Jrure jankari pta kr skte hai .
- Form ke last main.” Get Detail ” pr Click krke .Ap sari Jankari ko Hassil kr skte hai .
Patta Chitta Online apply Or Download
Ap Tamilnadu ke patta chitta ki Wensite main jakar . Ap Patta online apply or Download kr skte hai . Ye Sab kuch Bilkul Free hai .
Agr apko Mutated patta Chye . Ya Ap Property ki Ownership ko Transfer krna chaate ho . Tho apko Keval 100rs ki Fess dene hoge
Patta Chitta Online Apply krne ke liye Kuch Document Chyege
- Original Seal Deed or Uske Photo Copy (Jo apne Tehsildar ke Office m Jma ki hai )
- Is Property ke Kabje ka koi Proofe . For Example Property Tax Receipt , Electicity Bill , Encumbrance Certificate
Patta Online Apply krne ki Pure Process
• Sabse phele is Website pr jaye click here

• Then Select Option View Patta / FMB /Chitta / TSLR Extract Option Click kre

• Then Fill All Detail Like Taluk ,Village , Ward , Survey Number Fir Ap Isse Submit Kr de .

• Iske Baaad apko Town Survey Land Registrar ki Traf se . Online Patta Chitta Certificate milega . Jisme apki Property ke Bare main Pure Detail de jayege . Jaise ke Locality , Type of Land , Survey No ki Detail Etc
Some Gearnal question about Patta Chitta Online Apply
Patta chitta ko lekar logo ke mann main bhut sare question hai . iss section main hum unhe question ke answer btayenge .
1 thought on “Patta Chitta online Apply & Application Status in Tamil nadu”